Urdu Poetry Biography
Source:- Google.com.pkIs aaghosh-e-Nakheel ko tum ne qaid-e-tanhai samjha
woh qila junoon-e-fitrat se banaya tha mein ne
Ek Dunya hasraton ki wahan bhi basti thi
Bas tum ko Nigah-e-Mukhalif se chupaya tha mein ne
Bari azaad uraan bhartay ho mauje-e-saba mein
par ehsaas-e-qurbat ko kuch dur paya tha mein ne
Jin rangon ko tum ne tabbasum ka zarya samjha,
Jazbaat k un teelon ko khud he giraya tha mein ne
Kuch keh denay ki dastaras tu hasil nahi,
bas ek bhara hua dil basaya tha mein ne....
Umeed-e-seher khoojtay ho in barastay qatron mein..?
Ajab nahi k beh jao is darya ki rawani mein
Manzil tu la-hasil saraab hai magar,
Justuju k liay kuch safar aur mil jaay ga..
Mauje-eBedari tere lafzon ki mehek deti hai,
K waqt tu bohot guzara magar zindagi nahi.....
Tum kehtay ho in lafzon mein chupi dastaan tu bohot hai?
Kia karoon keh dene ko bas ek waraq he mila.....
Aaj meri fitrat meri wajah-e-tanhai ban gai
mujh se teri qurbat kuch bin nibhai reh gai
Ehd-e-rafaqat saath hai tu kia hasil?
dil mein tu mauj e bewafai reh gai
Suna hai jeetay ho kisi manoos k liay Sabih
Per shayad us ko zindagi ki rasai mil gai......
Dastaan-e-Zindagi tu bohot khamosh hai magar
Behtay ashkon ka shor sunana chahta hoon
Hai ujala bhi tu subh-e-kazib ki manind
Bas ek umeed zaroor dikhana chahta hoon
Mujh ko maloom hai manzil ki haqeeqat lekin
Parwana ban kr urh jana chahta hoon
Har chehra naqaab hai nafratoon kay ooper
Aur mein kiun kr un se mohabbatein le jana chahta hoon
Zindagi ka safar guzar janay per gumaan hua kay
Mein makhlooq-e-Qabar hoon magar dunya mein jeena chahta hoon.....
"Zaroorat"torr deti hai "gharoor_e_beniazi ko Faraz"
na hoti koi majboori to har banda "wafa karta" ....
Apki Surat Humaisha Dil K Pass Rahegi,
Nahi Bhulainge Hum Apko Or Apke Pyar Ko
Ay Jaan
Jab Tak Dil Mein Dahkan Aur Yeh Sanse Rahegi.....
Har koi dil ki hatheli pe hai sehra rakhey,
Kisi ko sairaab kare woh kise pyasa rakhey
Umer bhar kaun nibata hai taluk itna
Ae meri jan ke dushman tujhe allah rakhe,
Humko acha nahin lagta koi humnam tera,
Koi tujhsa ho tu phir nam be tujhsa rakhey.
Dil b pagal hai us shaks se wabasta hai,
Jo kise aur ka na hone de na apna rakhey
Kam nahin tamam e ibadat bhi to hirs-e-zar se,
Fuqr to wo hai ke deen na duniya rakhey.
Hans na itna bhi faqeeron ke akelepan par,
Khuda meri tara tujh ko b tanha rakhe
Yeh qana at hai, ita-att hai ke chaht hai Faraz
Hum to razi hai wo jis haal mein jesaa rakhe.....
Urdu Poetry Poetry In Two Lines Images 2 Lines Sms Parveen Shakir For Him Pictures English Wallpapers Pic

No comments:
Post a Comment