Wednesday 4 December 2013

Urdu English Poetry Poetry In Two Lines Images 2 Lines Sms Parveen Shakir For Him Pictures English Wallpapers Pic

Urdu English Poetry Biography

Source:- Google.Com.Pk
Waqt Hota Ke Mera Bakht Anaa’n Geer, So Hai
Tujh Se MiLne Mein Yu’n He Huii Thii Takheer, So Hai.
Hum He Is Baar Tap-E-Ghum Se Na Bachne Paaye,
Woh Jo Hoti Thii Tere Haath Mein Taseer, So Hai.
Itnii Dushwaar Nahin Thii Girh-E-Ghum Kii Kishod,
Be-Hunar He Tha Mera Nakhun-E-Tadbeer, So Hai.
Rum Bohot Tujh Mein Hai Lekin Mere Khuwabon Ke GazaaL,
DiLL Ko Hona Tha Tere Paao’n Kii Zanjeer, So Hai.
Main Sitaro’n Kii Sifarish Bhii Agar Le Aatii,
Yahi Likhii Thii Mere Khuwabon Kii Tabeer, So Hai ......

Hawa Ke Hote Hue Roshnii Toh Kar Jaaye,
Merii Tarah Se Koi Zindagii Toh Kar Jaaye.
Tamam Umar Tasaf Mein He Basar Ho Gii,
Terii Taraf Se Nazar Be’Rukhii Toh Kar Jaaye.
Charag-E-DiLL Tehe Mehrab-E-Jaa’n Na Chorde Gii,
Hawa Ke Saath Koi Dushmani Toh Kar Jaaye.
Phir Is Ke Baad Jaha’n Mein Kahin Panah Nahin,
Tere Huzoor Yeh Jaa’n Sar’Kashi Toh Kar Jaaye.
Woh Dushmani Ke Bhii QabiL Na Mujh Ko Chorde Ga Shakir,
Us Aadmi Se Yeh DiLL Dosti Toh Kar Jaaye….......

KauN Sa LaFZ Hai, KHoLay Ga Jo DaR MaaNi Ka
iSS Ka PaTa KauN KaRey ??
TuM To KHuSHBoo Ho, SiTaaRoN Ki GuZaRGaaH Ho TuM
TuM KaHaN Aao Gi iSS DaSHT-e-PuRaSRaR Ki PeHNai MeiN
KaiSe uTRo Gi TaMaNNaoN Ki GeHRaii MeiN
ReH Gaya MaiN !
So Ae JaaN-e-WaFa
MaiN To Jo KuCH HooN TuMHaRey Hi KHaM-e-CHaSHM Se HooN
TuM Hi JaB LaFZ, PaSS-e-LaFZ Se aaGaH NaHiN !!
KiS TaRaH SeHR-e-MaFaHeeM Ka DaRWaZa KHuLay??
LaFZ Ki KoKH MeiN TaSeeR KaHaN Se uTRay??
TuM MeRay SaaTH Ho, HaMRaaH NaHiN !!
KauN Se KHuWaaB Ke JaGMaG MeiN NiHaaN HaiN HuM TuM
KaiSey GiRDaaB-e-TaMaNNa MeiN RaWaaN HaiN HuM TuM
LaFZ Kay PaaR Jo DeKHaiN To Koi RaaH NaHiN !!
auR TuM LaFZ, PaSS-e-LaFZ Se aaGaaH NaHiN !!......

Tere ishq ke intaha chahata hun
meri sadagi dekh kya chahata hun
sitam ho ki ho vada-e-behijabi
koi baat sabr-azama chahata hun
ye jannat mubarak rahe zahidon ko
ki main aap ka samana chahata hun
koi dam ka mehaman hun ae ahal-e-mahafil
chirag-e-sahar hun, bujha chahata hun
bhari bazm mein raz ke baat kah di
bada be-adab hun, saza chahata hun.....

mana-e-dasht navardi koi tadabir nahi
ek chakkar hai mere paon mein zanjir nahi
hasarat-e-lazzat-e-azar rahi jati hai
jadah-e-rah-e-vafa juz dam-e-shamshir nahi
ranj-e-na-ummidi-e-javed gavara rahiyo
khush hun gar nala zabuni kash-e-tasir nahi
sar khujata hai jahan zakhm-e-sar acha ho jaye
lazzat-e-sang ba-andaza-e-taqarir nahi
jab karam rukhsat-e-bebaki-o-gustakhi de
koi taqasir ba-juz khaslat-e-taqasir nahi
“ghalib” apna ye aqida hai baqaul-e-nasikh
aap be-behara hain jo motaqid-e-mir nahi.....

aap bevajah pareshan-si kyon hain madam
log kahate hain to phir thik hi kahate honge
mere ehabab ne tahazib na sikhi hogi
mere mahaul mein insan na rehte honge
nur-e-saramaya se hai ru-e-tamaddun ke jila
hum jahan hain vahan tahazib nahi pal sakati
mufalisi hiss-e-latafat ko mita deti hai
bhuk aadab ke sanche mein nahi dhal sakati
log kahate hain to logon pe t’ajjub kaisa
sach to kahate hain ki nadaron ke izzat kaisi
log kahate hain – magar aap abhi tak chup hain
aap bhi kahiye garibon mein sharafat kaisi
nek madam! bahut jald wo daur aayega
jab hamen zist ke adavar parakhane honge
apni zillat ke qasam, aap ke azamat ke qasam
hamako ta’zim ke mear parakhane honge
hum ne har daur mein tazalil sahi hai lekin
hum ne har daur ke chehare ko ziya bakhshi hai
hum ne har daur mein mehanat ke sitam jhele hain
hum ne har daur ke hathon ko hina bakhshi hai
lekin in talkh mubahis se bhala kya hasil
log kahate hain to phir thik hi kahate honge
mere ehabab ne tahazib na sikhi hogi
mere mahaul mein insan na rehte honge......

Wo Maire Pyar Ka Kis Qadar Mazak Ura Gaya
Ke Muje Muhabbat Krne Ki Saza Suna Gaya
Huma Ne Muhabbat Ka Agaz Us Se Hi Kiya Tha
Or Wohi Is Ko Injam Tak Phocha Gayaa.....

Na Zindagi Mili Na Wafa Mili,
Najaane Har Khushi Humse Khafa Mili,
Jhoothi Muskaan Liye Apne Gham Chhupaate Hain,
Sachi Mohabbat Karne Ki Bhi Kiya Khoob Saza Mili….....

TUm B CHal K KAnDHa DE do,aB KuShi ki y3h Bat NAI,
JAti HAi BeMaAr ki MAYieT,sHadi ki BAaRat nAe,
JAn.o.DiL QuRbAn KEyE jo uSka SAbAb BaTla0N kYa,
hAi yEh tAmArE hUsSan kA sAdqa,Sha0n ki KhEraaT nAi,
W0h RAateN b THiEn KYa RAatEn,jAb H0Te THy TM b SAtH,
RAat HUa KArti Hai AB b,liKeN wEsi RAat nAi,
JeEt TO apNi JEet hai liKen,! HAr maE b Hai ApNi jEet,
HAr b jaiN pHer B YAarO eShq MaE BaZi MAt Nai,
0ur siTam kya H0ga pUrNam ES sE ZaYIda ULfat mAen,
JAn hi dE di uNki khatir pEr b k0i bhat nAe,
TM b chAL kar kaNdha dEdo…!!!....

No comments:

Post a Comment